NOW LET'S START HOW TO SCORE GOOD IN EXAM . WE DIVIDE IT INTO THREE PARTS. I PART- OUTSIDE THE EXAMINATION HALL. Too Sabse zyada tension wala time joo hota hai wo examination hall ke bahar hota hai. mind mai many types of things and ideas flot karne lagte hain. kii exam mai kya aayega. no. aachai nhi aaye too papa pata nhi kitna dantenge. mai paas bhi hoo paunga. alagar mai fail hoo gya too. time kaam naa paad jaye. mujhai koi question nhi aaya aur kisi nai bataya nhi phir mai kya karunga ??????????????????????????????? So what should we do Hame examination hall ke bahar kuch bhi negative nhi sochna hai. time waste naa karke jitna revise kar sakte hain. haame revision karna hai. aapne 1-2 dought clear kar lee. and last 15 min. mai aap sab Apne aap ko jitna motivate kar sakte hain kar lijiai and un logo ke baare mai sochai jinki aap dil se respect karte hai ki unsabko aapse kya-kya ummidai hain. aur yee sochiai ki woo samne khade hoo kar aapse bol rahai hain "you can do it...
hello guys my name is sohil. on this blog we are talk about educational and career related topics and many more. and guys please subsribe my blog for every update.