NOW LET'S START
How to concentrate on a particular topic.
We divide it into three parts. And in the last we understand it subject by subject.
Ist part- aapka uss topic Mai intrust hona chahiai.
Aagar aapka us topic Mai intrust hai. Aapko ussai padhnai Mai maza aayega.

Too aapko koi ussai padhnai kai liye na bhi kaahe tab bhi aap ussai padhogai. aur aagar aapko koi distract karega. too aap ussai bhi side mai karke aapne study par dhyan dooge. aur kabhi bhi distract nhi hoooge.
soo sabse pihailai aapko aagar kisi bhi topic me concentrate karna hai. too aapka uss mai intresst hoona chahiai. aur aagar aapko kisi bhi topic mai aapna aapna intrust lana hai too uskai bare mai thoda saa he padhai aur sochai uskai baare mai kai aage kya kya hoo sakta hai. too aap aapne aap hee uss topic ko padhogai aur purai concentrate kai sath.
sabse zarrori baat.
starting mai topic pura nhi padhai thoda hee padhai phir sochai aur kuch time baad pura padhai.
Agar aapka koi target hooga too aap uss topic ko pure concentration kai sath padhenge.
wo topic kitna bhi hard kyu naa hoo aapko ussai samajhnai mai kitna time bhi kyu naa laag jaye aap ussai complete karogai kyuki aapkai mind mai baas aapka target hai jissai aapko pura karna hai.
aur usskai liye aap kuch bhi kar sakte ho.
too woo target kuch bhi hoo sakta hai jaisai kii aapko kisi exam mai aachi percentage laani hai,top karna hai,yaa sucess pani hai, yaa kuch bhi hoo sakta hai aapka target.
aur haan sabse zaroori baat aapko target aaisa set karna hai joo aapko bohot khusi dai aapne ghar wale bohot khus hoo.
aapki respect badhai. logo ki aapke baare mai bilkul soch badal jaaye.woo aaik naye nazariai sai aapko daikhai.
aur target hamesha badha hee set kare jaisai sirf paas hone ka kabhi bhi nhi rakhai aapka target aagar exam ko laikar hai too aapna targer kam sai kam 85% marks ka rakhai.
IIIrd part - aapko kisi bhi topic par Concentrate karne kai liye aapko ye pata hona chahiai ki aap kya padh rahai hain, kyu padh rahai hain, issai aapko kya milaiga.

aagar aapko yee pata hoga ki aap kya padh rahai hai. too issai aap bour nhi hooge and aapko beach beach mai nend nhi aayegi. aur sabse zarori baat agar aapko yee pata hooga ki aap kyu padh rahai hain too aap aapne aap hee pure dyan sai padhainge aur bilkul bhi distract nhi hoonge. aur aagar aap bar bar yee sochogai ki issai aapko kya milaiga too aapussai kaisai bhi karke aap concentrate karogai kyu aapko woo chahiai joo issai milai. chahai woo happenes hee kyu na hoo.
Aab subject wise samajhtai hain.
Too hindi,english and s.s.t mai too maximum story hee hoti hain too aap ja bhi koi book mai story read karne sai paihailai aap us chapter ki summery read karle yaa uski video clip daikh lai. uskai baad book ko read kaare issai aapka maan bhi lagega aur aapko aachai sai samajh bhi aajayega.
Science and Maths mai aap hamesha logic samajhnai ki kosis kare aur aap math,science zyadatar video animation cartoon sai padnai ki kosis kaare.
Comments